I'm just a Stupid Common software engineer... “A Wednesday” style.
For all of you who have seen the movie ' A Wednesday'...
Project Manager Rathore : kaun ho tum..??? kya pehchan hai tumhari ?
Unknown
Caller : Kaun hun main...main voh hun jo aaj commitment karne se darta hai, Mein voh hun
jo aaj ghar jaane se darta ha, ye soch ke ki kahin ghar wale pehchanne se
inkaar na kar de...
Main voh hun jo, aaj job change karta hai to sochta hai ki kahin recession mein mujhe company se na nikal de..
Main voh hun jiski biwi usse friday ko dus baar phone karti hai, "kya kar rahe ho..?? kaam jyada hai..?? thak gaye ho..?? "
Mera
haal poochne ke liye ya kaam poochne ke liye nahi, rathore saab...
balki voh ye jaan naa chahti hai ki kahin hamesha ki tarah last moment pe
...