Lafzon mai kah na sakun : featuring Tamanna




Singer : Abhijeet Sawant
Album Name: AAPKA ABHIJEET SAWANT (ALBUM)

lafzon mein keh na sakun , bin keh bhi reh na sakun(2)
nasha hi nasha raat din hai , na pucho yeh kaisa pyaar hai

lafzon mein...

halki si barsaat mein, pahli mulakat mein,
pahli hi baar mein dil ko mere le gayi,
chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.
aayi jab saamne jaane , kyun woh darr gayi
 paagal mujhko kar gayi janeman janeja
na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai(2)
nayi hai subah to nayio shaam ajab haal mera yaar hai

lafzon mein keh na sakun , bin keh bhi reh na sakun(2)
nasha hi nasha raat din hai , na pucho yeh kaisa pyaar hai

mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan
mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar
kehti hai chahate deewana mein ho gaya
teri chahat mein sanam najaane kab kho gaya
yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar
kab jaaga kab so gaya janeman janeja
lafzon mein keh na sakun , bin keh bhi reh na sakun(2)
nasha hi nasha raat din hai , na pucho yeh kaisa pyaar hai

0 comments:

Post a Comment